Insaan Mohabbat Me Lyrics | Nartaki | Asha Bhosle | Ravi

Insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye

Ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye

Ae pyar ke deewano duniya hain kayamat ki

Kismat pe na rakh dena buniyaad mohabbat ki

Kismat ka bharosa kya
Bigde ke sanwar jaye
Kismat ka bharosa kya
Bigde ke sanwar jaye
Ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye
Insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye
Insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye

Maayus bhi hain nazre umeed bhi hain baki

Ye kaun sa aalam hain ab tu hi bata saki

Aakhir tera diwana jaye to jaye kidhar
Aakhir tera diwana jaye to jaye kidhar
Ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye
Insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye
Insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye

Chhalke huye ashko mushkil nahi pee lena

Gam leke mohabbat me aasan hain jee lena

Wo kaise jiye jiska gam had se gujar jaye
Wo kaise jiye jiska gam had se gujar jaye
Ya dhundle sahil ko ya dub ke mar jaye
Insaan mohabbat me kuch kaam to kar jaye

MovieNartaki
SingerAsha Bhosle
DirectorNitin Bose
Music ComposerRavi
LyricistShakeel Badayuni
Star CastSunil Dutt, Nanda, Om Parkesh, Pratibala, Chandrima Bhaduri, Agha, Aruna Irani, Nana Palsikar, Moni Chatterjee, Polsan, Samar Chatterjee, Sarita Devi, Bagla, Surekha, Kusum Thakur, Sadiq, Sujata, Sharma

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *