Idhar Ho Raha Hai Lyrics  | Mera Faisla | Sanjay Dutt, Rati Agnihotri | Asha Bhosle, Shabbir Kumar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Idhar Ho Raha Hai Lyrics | Mera Faisla | Sanjay Dutt, Rati Agnihotri | Asha Bhosle, Shabbir Kumar | Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai

Koi naam koi pata dhundh rakhna
Koi naam koi pata dhundh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
O mere masiha dawa dhudh rakhna
Suru ab ye darde jigar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare humko badnam to kya
Bura ho mohabbat ka anzam to kya
Jamana kare hamko badnam to kya
Ke ab dur dil se ye dar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai

Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Ye wade ye kasme nahi tod jana
Hume rashte me na tum chhod jana
Suru humsafar ye safar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Mohabbat ka kuchh kuchh asar ho raha hai
Idhar ho raha hai udhar ho raha hai.

MovieMera Faisla
SingerAsha Bhosle, Shabbir Kumar
DirectorRajendra Singh Babu
Music ComposerLaxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
LyricistAnand Bakshi
Star CastSanjay Dutt, Rati Agnihotri, Jayapradha, Kader Khan
LabelEMI Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *