Idhar Bhi Bijli, Udhar Bhi Bijli Lyrics | Kasam Suhag Ki | Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal

Idhar Bhi Bijli, Udhar Bhi Bijli Lyrics | Kasam Suhag Ki | Kavita Krishnamurthy | Laxmikant Pyarelal

Idhar bhi bijli udhar bhi bijli
Idhar bhi bijli udhar bhi bijli
Bada hi najuk hai ye jamana bada hi najuk hai ye jamana
Chandan ki har sakh jal uthi hai
Kaha banaye ham asiyana ham asiyana
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

Agar or kuch din na ati to kya tha
Agar or kuch din na ati to kya tha
Is jawani se masum bachpan bhala tha
Hame mar denge hame mar dengi hamari adaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

Hawa band kaliyo se jab khilti hai
Hawa band kaliyo se jab khilti hai
To khusbu baharo ki khud khilti hai
Ab chupaye to ye phul ab chupaye to ye phul kaise chupaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

Hai ujala bahut husan ki chandani me
Andhere bhi hai kuch isi roshni me
Magar jakhmi dil magar jakhmi dil apna kisko dikhaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Is nigodi ko is nigodi ko kaha fek aye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye
Ham jawani ko apni kaha leke jaye

MovieKasam Suhag Ki
SingerKavita Krishnamurthy
DirectorMohan Sehgal
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistHasan Kamal
Star CastDharmendra, Rekha, Danny Denzongpa, Sadashiv Amrapurkar, Jagdeep, Shakti Kapoor, Gulshan Grover, Suresh Oberoi, Alok Nath, Om Shiv Puri, Anjana Mumtaz, Sushma Seth, Chandrashekhar, Brahmachari, Bharat Bhushan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *