Shaam Ho Gayi Hai Jaldi Se Ghar Pe Aana
Koi Nasha Tum Dukaanon Se Lete Aane
Jam Baraabar Ka Saari Raat Tum Banana
Ichak Dana Bichak Dana
Aaj Bajega Desi Gaana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Yeh Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Soya Padosi Hai Dheere Se Tum Chillana
Jaag Jaaye Toh Usko Bhi Sang Nachana
Dil Ko Dholak Pe Gaane Yeh Tum Bajana
Ichak Dana Bichak Dana
Aaj Bajega Desi Gaana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Yeh Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Raat Ke Baj Gaye Paune Do
Energy Down Na Hone Do
Dance Ka Floor Bana Do Tum
Ghar Ke Har Ek Kone Ko
Khul Ke Kar Lo Hungama
Bolta Hai Chanda Mama
Din Mein So Lena Tum Yaaron
Abhi Neendein Khone Do
Yeh Mastiyaan Jo Sar Chaddhi Hain
Aaj Utrengi Na Na Na
Shaam Ho Gayi Hai Jaldi Se Ghar Pe Aana
Koi Nasha Tum Dukaanon Se Lete Aane
Jam Baraabar Ka Saari Raat Tum Banana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Yeh Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Yeh Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
Ichak Dana Bichak Dana
Bhaad Mein Jaaye Yeh Zamana
Jo Marega English Thumke
Usko Lag Jaaye Jurmana
| Movie | Meethe Mein Kya Hai |
| Singer | Nakash Aziz |
| Director | Radhika Bansal |
| Music Composer | Amit Trivedi, Rahul Tiwari |
| Lyricist | Rakesh Kumar (Kumaar) |
| Star Cast | Ritwik Bhowmik, Rohini Hattangady, Ayesha Raza Mishra, Gaurav Sharma |
| Label | Saregama Music |

