Huve Majabur Ham, Kisi Ke Dil Men Rahanaa Thaa Lyrics | Babul | Lata Mangeshkar, Shamshad Begum | Naushad

Huve Majabur Ham, Kisi Ke Dil Men Rahanaa Thaa Lyrics | Babul | Lata Mangeshkar, Shamshad Begum | Naushad

Huye majabur ham aur dil mohabbat kar ke pachhtaaya
Khushi ko lut kar meri bataao tumne kya paaya
Kisi ke dil me rahna tha
Kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
Basaayi thi koyi mahafil
Basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
Kisi ke dil me rahna tha

Mera dil le ke mere pyaar ko thukara diya tumne
Sahara deke aankhe pher li ye kya kiya tumne
Kisi ke dil me rahna tha
Kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
Basaayi thi koyi mahafil
Basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
Kisi ke dil me rahna tha

Khabar kya thi ke armaano pe tum bijli gira doge
Meri hasti hui aankho ko rona bhi tum sikha doge
Kisi ke dil me rahna tha
Kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
Basaayi thi koyi mahafil
Basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
Kisi ke dil me rahna tha

Tumhare geet mai gaati thi hardam ho ke divaani
Mere dil ki magar aavaaz tumne naa pahchaani
Kisi ke dil me rahna tha
Kisi ke dil me rahna tha to mere dil me kyo aaye
Basaayi thi koyi mahafil
Basaayi thi koyi mahafil to is mahafil me kyo aaye
Kisi ke dil me rahna tha

MovieBabul
SingerLata Mangeshkar, Shamshad Begum
DirectorS U Sunny
Music ComposerNaushad
LyricistShakeel Badayuni
Star CastDilip Kumar, Nargis Dutt, Munawar Sultana, Tun Tun, Amar, A Shah, Jankidas, Vinod, Ismail, Jugnu, Seema, Khursheed

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *