Husn Ka Rang Mahal Kehta Hun Lyrics | Dhanak | Ashok Khosla | Ashok Khosla | Ashok Khosla

Husn ka rang mahal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun
Main tumhen apni ghazal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun

Dekha leta hun tumhari soorat
Dekha leta hun tumhari soorat
Dekha leta hun tumhari soorat
Phir koi taaza ghazal kehta hun
Phir koi taaza ghazal kehta hun
Main tumhen apni ghazal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun

Abra kehta hun teri zulfon ko
Abra kehta hun teri zulfon ko
Abra kehta hun teri zulfon ko
Tere chehere ko kamal kehta hun
Tere chehere ko kamal kehta hun
Main tumhen apni ghazal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun

Log kyaa kehte hain malum nahi
Log kyaa kehte hain malum nahi
Log kyaa kehte hain malum nahi
Main tumhen taaj mahal kehta hun
Main tumhen taaj mahal kehta hun
Main tumhen apni ghazal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun

Shayari uski inayat hain zafar
Shayari uski inayat hain zafar
Shayari uski inayat hain zafar
Main use jaane ghazal kehta hun
Main use jaane ghazal kehta hun
Main tumhen apni ghazal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun
Husn ka rang mahal kehta hun.

MovieDhanak
SingerAshok Khosla
Music ComposerAshok Khosla
LyricistZafar Gorakhpuri
Star CastAshok Khosla
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *