Hun Main Raat Guzaari Haay, Taare Gin Gin Ke Lyrics | Raagini | Asha Bhosle | O P Nayyar

Hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
Taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi balama

Hu mai raat guzaari

Kar ke jaadu mujhape aisa
Kar ke jaadu mujhape aisa
Tune diya mujhe dard ye kaisa
Tune diya mujhe dard ye kaisa
Dard ye kaisa ji dard ye kaisa mujhe dard ye kaisa
Hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
Taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
Hu mai raat guzari

Puchhe kaliya bhar ke aahe kis se ladi teri shokh nigaahe

Shokh nigaahe ji shokh nigaahe teri shokh nigaahe
Hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
Taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
Hu mai raat guzari

Gir gir jaaye anchal sar se hay jiya tere pyaar ko tarse

Pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse ji pyaar ko tarse
Hu mai raat guzaari hay mai raat guzaari
Taare gin gin ke ho saiyaan teri ban ke bedardi baalama
Hu mai raat guzari

MovieRaagini
SingerAsha Bhosle
DirectorRakhan
Music ComposerO P Nayyar
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastAshok Kumar, Kishore Kumar, Padmini, Mehjabin, Nazir Hasain, Achla Sachdev, Jabben Jalil

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *