Humne Tumko Apna Banaya Lyrics | Hum Deewane Pyar Ke | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Anup Jalota

Humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
Ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar

Waise to tum acche lage the pehli mulakat me
Baat aage badh gayi phir baat hi baat me
Humko bhi tum acche lage the pehli mulakat me
Baat aage badh gayi phir baat hi baat me
Ye pyar humne tum par lutaya dil ka kaha maan kar
Ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
Humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
Ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar

Jaanu hamko maf kar do tum ko satate rahe
Pyar tumse ho gaya tha ab tak chupate rahe

Par aaj humne tumko bataya dil ka kaha maan kar
Ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar
Humne tumko apna banaya dil ka kaha maan kar
Ankho me humne tumko basaya dil ka kaha maan kar

MovieHum Deewane Pyar Ke
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
Music ComposerAnup Jalota
LyricistRani Malik
Star CastRonit Roy, Alok Nath, Kiran Kumar, Rohini Hattangadi, Tiku Talsania, Aasif Sheikh, Rakesh Bedi, Aruna Irani, Anup Jalota, Viju Khote, Reema Lagoo, Shiva

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *