Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Pyar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Pyar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam
Humko aawaj de
Pehle pehle pyar ko
Koi dil se mita nahi paya
Jaan hatheli par rakhkar
Tujhe lene wala aaya
Jag ye dekhta reh jayega
Aashik tera le jayega
Itna kaha duniya me dam
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Pyar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam
Itna kaha duniya me dam
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaj de
Nadiyo ko sagar ka pata kya koi batlata hai
Ho sacchi lagan ho dil me to khud rasta mil jata
Kaun bahar ko baandh saka hai
Kaid hawa ko kisne kiya hai
Itna kaha duniya me dam
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Humko aawaj de tu kaha hai sanam
Pyar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dam
Hum tere aashik sanam
Itna kaha duniya me dam
Pyar ke jo roke kadam
| Movie | Yeh Hai Mumbai Meri Jaan |
| Singer | Alka Yagnik, Kumar Sanu |
| Director | Mahesh Bhatt |
| Music Composer | Jatin Lalit |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Saif Ali Khan, Twinkle Khanna, Chunky Pandey, Saurabh Shukla, Akshay Anand, Avtar Gill, Sanjeeva Vatsa, Savita Karle, Ramesh Rai, Gautam Saugat, Krishna Bhatt, Abbas Ali Moghul, Tanuja Chandra, Sanjay Jha, Khalid Siddiqui, Deepak Tijori, Shruti Ulfat |

