Hum Ye Zameen Ke Hai Ye Hai Zameen Hamari Lyrics | Tigress | Chitragupt

Hum Ye Zameen Ke Hai Ye Hai Zameen Hamari Lyrics | Tigress | Chitragupt

Ham is jamin ke hai ye hai jamin hamari
Ye hai jamin hamari
Ham is jamin ke hai ye hai jamin hamari
Ye hai jamin hamari
Hamko jamin apni sau jaan se hai pyari
Sau jaan se hai pyari
Ham is jamin ke hai ye hai jamin hamari
Ye hai jamin hamari

Ijjat yahi hamari jivan yahi hamara
Ijjat yahi hamari jivan yahi hamara
Hai pyar is se hamko ham hai iske vaaris
Ham hai iske vaaris
Ham is jamin ke hai ye hai jamin hamari
Ye hai jamin hamari

Ye ho hari hari to jivan hara bhara hai
Jivan hara bhara hai
Ye ho hari hari to jivan hara bhara hai

MovieTigress
DirectorK Talpade
Music ComposerChitragupt
LyricistC M Hunar
Star CastNadia, Dalpat, Sona Chatterjee, Jal Khambata, Prakash, Boman Shroff

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *