Hum Ye Zameen Ke Hai Lyrics  | Tigress | Nadia, Dalpat | Chitragupta Shrivastava

Hum Ye Zameen Ke Hai Lyrics | Tigress | Nadia, Dalpat | Chitragupta Shrivastava

Hum is zameen ke hai
Ye hai zameen humari
Hum is zameen ke hai
Ye hai zameen humari
Ye hai zameen humari
Hamko zameen apni
Sau jaan se hai pyari
Sau jaan se hai pyari
Hum is zameen ke hai
Ye hai zameen humari
Ye hai zameen humari

Ijjat bhi hamari
Jeevan yahi hamara
Ijjat bhi hamari
Jeevan yahi hamara
Hai pyar is se hamko
Hum hai iske varish
Hum hai iske varish
Hum is zameen ke hai
Ye hai zameen humari
Ye hai zameen humari

Ye ho hari hari to
Jeevan hara bhara hai
Ye ho hari hari to
Jeevan hara bhara hai.

MovieTigress
DirectorK. Talpade
Music ComposerChitragupta Shrivastava
LyricistC.M. Hunar
Star CastNadia, Dalpat, Sona Chatterjee, Jal Khambata, Prakash, Boman Shroff

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *