Hum Woh Nahi Jo Aapke Kadamo Me Lyrics | Aayega Aane Wala | Mukesh | Jagmohan Bakshi

(Hum woh nahi jo aapke kadamo me dil ko rakh de
Hamne jamana dekha hai – 2) – (2)

(Aise na hame tum dekho
Chehre se julf hata ke) – (2)
Teri nazar ka raaz hai ham
Bade jamana saz hai ham
Hamne jamana dekha hai – 2

(Hotho pe phul hansi ke
Aankho me haya ka kajal) – (2)
Badi hasi hai ye aadaye
Kahe hame na aajmaye
Hamne jamana dekha hai – 2

Paida ye sokh jawani rangin qyamat ho tum – 2
Tumhe kasam hai maan jao
Hame ye tevar na dikhao
Hamne jamana dekha hai – 2

Hum woh nahi jo aapke kadamo me dil ko rakh de
Hamne jamana dekha hai – 2

MovieAayega Aane Wala
SingerMukesh
Music ComposerJagmohan Bakshi
LyricistNaqsh Lyallpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *