Hum Tum Dono Sath Me Bhig Jayenge Barsaat Me Lyrics | Taraana | Shailendra Singh, Usha Mangeshkar | Ram Laxman

Hum Tum Dono Sath Me Bhig Jayenge Barsaat Me Lyrics | Taraana | Shailendra Singh, Usha Mangeshkar | Ram Laxman

Rimjhim barkha ras barsaye
Tujh bin to ab raha na jaye
Ab bin jal machali rah na paye re
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne

Jane do mujhko kal aaungi deri huyi to mai mar jaungi
Deri nahi hai abhi sang hai badli ke mare lage raat hai
Aidi choti jal tapkaye bijli chamke man gabraye
Ab bin jal machali rah na paye re
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne

Kal kar lena baki ka pyar ab to dil gayi mai tujhpe haar
Jane se tere jaye karar fiki lagegi mujhe ye bahar
Pyar tera chhodo na jao ghar jake bhi yaad teri sataye
Ab bin jal machali rah na paye re
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne
Hum tum dono sath me bhig jayenge barsat ne

MovieTaraana
SingerShailendra Singh, Usha Mangeshkar
DirectorDeepak Bahry
Music ComposerRam Laxman
LyricistTilakraj Thapar
Star CastMithun Chakraborty, Ranjeeta, Shreeram Lagoo, Bhagwan, Urmila Bhatt, Om Shiv Puri, Jagdeep

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *