Hum Toh Tere Ho Gaye Lyrics | Senjuti Das

Hum Toh Tere Ho Gaye Lyrics | Senjuti Das

Main Tera Dil Ban Jaaun
Tu Meri Dhadkan Ban Jaana
Main Teri Saansein Ban Jaaun
Tu Meri Tadpan Ban Jaana

Ho Main Tera Dil Ban Jaaun
Tu Meri Dhadkan Ban Jaana
Main Teri Saansein Ban Jaaun
Tu Meri Tadpan Ban Jaana

Mujhko Yaad Teri Aaye
Meri Aankhein Bhar Jaaye
Hui Main Besabar

Hum Toh Tere Ho Gaye Hain Is Qadar
Na Khud Ka Pata Hai Na Dil Ki Khabar
Hum Toh Tere Ho Gaye Hain Is Qadar
Na Khud Ka Pata Hai Na Dil Ki Khabar

Badi Mushkilon Se Tum Mujhko Mile Ho
Gam Me Khushi Ki Wajah Tum Bane Ho
Meri Aashiqui Pe Hua Ye Karam
Tumhi Se Shuru Aur Tumhi Pe Khatam

Hum Toh Tere Ho Gaye Hain Is Qadar
Na Khud Ka Pata Hai Na Dil Ki Khabar
Hum Toh Tere Ho Gaye Hain Is Qadar
Na Khud Ka Pata Hai Na Dil Ki Khabar
Khud Ka Pata Hai Na Dil Ki Khabar

SingerSenjuti Das
Music ComposerKausar Jamot
LyricistKausar Jamot
LabelZee Music Company

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *