Hum To Mohabbat Karega Lyrics | Hum To Mohabbat Karega | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Anu Malik

Hum To Mohabbat Karega Lyrics | Hum To Mohabbat Karega | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Anu Malik

Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
Us din se to yeh dil kahi lagta hi nahi
Tabse haal kya hai kahu kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
Tabse mera bhi dil kahi lagta hi nahi
Us din se na pucho hua kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat

Milte hi yaha to abhi se
Hulchul badhi hai jalta hai sina
Haath laga ke zara dekho
Kaisa mujhe bhi aaye pasina
Milte hi yaha to abhi se
Hulchul badhi hai jalta hai sina
Haath laga ke zara dekho
Kaisa mujhe bhi aaye pasina
Bura haal dono ka yaara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat

Rahi jo yahi bekraari
Anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhala tha jigar ko
Ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
Rahi jo yahi bekraari
Anjaam aage jaane kya hoga
Abhi sambhala tha jigar ko
Ke aisa dhadka yeh dil ke tauba
Dikhne laga din me tara
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat

Jabse dekha tumko ey jaadugar haseen
Us din se to yeh dil kahi lagta hi nahin
Tabse haal kya hai kahu kya
Dil hai deewana tumhara
Karta bhi kya haaye bechara
Dil hai deewana tumhara
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat
Hum to mohabbat karega hum to mohabbat

MovieHum To Mohabbat Karega
SingerSonu Nigam, Sunidhi Chauhan
DirectorKundan Shah
Music ComposerAnu Malik
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastBobby Deol, Karisma Kapoor, Johny Lever, Shakti Kapoor, Sadashiv Amrapurkar, Vijay Kashyap, Dalip Tahil, Rohit Roy, Pramod Moutho, Razzak Khan, Raj Zutshi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *