Hum Sab Ek Sath Hai Ye To Koi Lyrics | Bulundi | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | R D Burman

Hum Sab Ek Sath Hai Ye To Koi Lyrics | Bulundi | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | R D Burman

Hum jab ek sath hai fir ye to koi daur nahi
Hum jab ek sath hai fir ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum bhi koi aur nahi
Hum jab ek sath hai fir ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum bhi koi aur nahi
Hum jab ek sath hai

Kehte hai jise dilo jaan ka rog
Usi pyar se hare bhi hai log
Dekhoge tum kaise duniya jhukti hai aage
Kon kehta hai ki duniya pe koi zor nahi
Tum koi aur nahi hum bhi koi aur nahi
Hum jab ek sath hai
Hum jab ek sath hai sach hai ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum bhi koi aur nahi
Hum jab ek sath hai

Sare dardo gam leker sath me
Dedo tum ye hath mere hath me
Fir dekho tum kaise apne hote hai din raat
Fir humara na ho aisa to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum bhi koi aur nahi
Hum jab ek sath hai fir ye to koi daur nahi
Tum koi aur nahi hum bhi koi aur nahi
Hum jab ek sath hai

MovieBulundi
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorEsmayeel Shroff
Music ComposerR D Burman
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastRaj Kumar, Asha Parekh, Kim, Raj Kiran, Jeevan, Kader Khan, Helen, Bhagwan, Danny Denzongpa, Gulshan Grover, Kulbhushan Kharbanda, Rakesh Bedi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *