Hum Ko Tum Se Pyaar Lyrics  | Sanjay | Ayub Khan, Sakshi Shivanand | Alka Yagnik, Udit Narayan | Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)

Hum Ko Tum Se Pyaar Lyrics | Sanjay | Ayub Khan, Sakshi Shivanand | Alka Yagnik, Udit Narayan | Shyam (Shyam – Surender), Surender (Shyam – Surender)

Hum ko tum se pyaar hain
Hum ko tum se pyaar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Halka halka pyaar ka khumar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain

Hum ko tum se pyaar hain
Hum ko tum se pyaar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Halka halka pyaar ka khumar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Hum ko tum se pyaar hain

Neend se dushmani ho gayi
Jaagte hain raat raat hum
Neend se dushmani ho gayi
Jaagte hain raat raat hum
Pyaar mein har ghadi jaane jaa
Chaahte tumhara saath hum
Bekhudi chha rahi aa raha karaar hain
Hum ko tum se pyaar hain
Hum ko tum se pyaar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Halka halka pyaar ka khumar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Hum ko tum se pyaar hain

Na milo to aahein bharein
Milke dil bharein kyaa karein
Tum na milo toh aahein bhare
Milke dil bharein kyaa karein
Haan dekha ke aisa deewana pan
Hum lage hain dil ko thaamne
Dhadkano pe na raha ab ikhatiyaar
Hum ko tum se pyaar hain
Hum ko tum se pyaar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Halka halka pyaar ka khumar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Hum ko tum se pyaar hain
Ye dil dhadak ke keh raha hain
Hum ko tum se pyaar hain.

MovieSanjay
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorShahrukh Sultan
Music ComposerShyam (Shyam - Surender), Surender (Shyam - Surender)
LyricistFaaiz Anwar
Star CastAyub Khan, Sakshi Shivanand, Goga Kapoor, Mukesh Rishi, Paresh Rawal, Shakti Kapoor, Sadashiv Amrapurkar, Anchana, Latika Shukla, Jassi Singh
LabelVenus Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *