Hum Jo Zinda Hai Toh Lyrics | Rikshawala | Asha Bhosle | N Datta

Hum Jo Zinda Hai Toh Lyrics | Rikshawala | Asha Bhosle | N Datta

Ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
Ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
Ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
Ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
Ham jo jinda hai to

Isse bedard jamane teri friyaad kare
Aah uthti hai to sine mai dwa lete hai
Aa bhi jate hai aakho mai mslne aasu
Kabhi aanchal kabhi palako mein chhupa lete hai
Ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
Ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
Ham jo jinda hai to

Naam sunate huye aai hai khushi ka lekin
Isko malum hai kya tej khushi hoti hai
Ek na ek tir koi bath ke laga deta hai
Jab jara dil ke karap mein kami hoti hai
Ham jo jinda hai to

Jindagi ye hai to mout kise kahate hai
Hum se majbur jamane mein koi kya hoga
Kya ye ghanghor andhere kabhi chhat jayenge
Kaya kabhi apni bhi duniyan mein ujala hoga
Ham jo jinda hai to jine ka shara kya hai
Ye bata de koi duniya mai hmara kya hai
Ham jo jinda hai to

MovieRikshawala
SingerAsha Bhosle
DirectorShankar Mehta
Music ComposerN Datta
LyricistJan Nisar Akhtar
Star CastAnita Guha, Kuldeep

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *