Hum chahe ya na chahe
Hum rahi bana leti hai
Humko jivan ki rah
Hum chahe ya na chahe
Yeh rahe kaha se aati
Yeh rahe kaha le jati
Yeh rahe kaha se aati
Yeh rahe kaha le jati
Rahe dharti ke tan par
Aakash ki faili bahe
Hum chahe ya na chahe
Hum rahi bana leti hai
Humko jivan ki rah
Hum chahe ya na chahe
Utra aakash dhara par
Tan man kar diya nichhawar
Utra aakash dhara par
Tan man kar diya nichhawar
Jo phul khilana chahe
Has has kar sath nibhaye
Hum chahe ya na chahe
Hum rahi bana leti hai
Humko jivan ki rah
Hum chahe ya na chahe.
| Movie | Phir Bhi |
| Singer | Hemanta Kumar Mukhopadhyay |
| Director | Shivendra Sinha |
| Music Composer | Pandit Raghunath Seth |
| Lyricist | Pandit Narendra Sharma |
| Star Cast | Partap Sharma, Urmila Bhatt, Meenal Mehta, Rajeshwar Nath, Deven Shrivastav |
| Label | Saregama |

