Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Ye mehfile roz kaha
Yaad rahega ye din
Ye waqt ye sama
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Ye mehfile roz kaha
Yaad rahega ye din
Ye waqt ye sama
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Tum ko mubarak nayi zindagani
Par bhulna na mehfil purani
Tum ko mubarak nayi zindagani
Par bhulna na mehfil purani
Ab ye kaun jane dost the purane
Milte hai kaha
Milte hai kaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Kismat se aur main kya mangta hu
Kismat se aur main kya mangta hu
Sab khush rahe ye dua mangta hu
Ghum ko bhul jao jhumo nacho gaao
Raat hai jawa
Raat hai jawa
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Mere saathi mera saath dena
Mushkil pade to mujhe tham lena
Mere saathi mera saath dena
Mushkil pade to mujhe tham lena
Leta hai zamana dhund kar bahana
Sabka imtihan
Sabka imtihan
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Ye mehfile roz kaha
Yaad rahega ye din
Ye waqt ye sama
Hum bhi yaha tum bhi yaha
Hum bhi yaha tum bhi yaha
| Movie | Taaqat |
| Singer | Kishore Kumar, Anuradha Paudwal |
| Director | Narendra Bedi |
| Music Composer | Laxmikant Pyarelal |
| Lyricist | Anand Bakshi |
| Star Cast | Vinod Khanna, Rakhee, Pran, Bharat Kapoor, Parveen Babi, Nadira, Rajendra Nath, Shammi |

