Hum Apne Ghum Ko Saja Ka Bahaar Kar Lenge Lyrics | The Gentleman | Vinod Rathod, Sadhana Sargam | Anu Malik

Hum Apne Ghum Ko Saja Ka Bahaar Kar Lenge Lyrics | The Gentleman | Vinod Rathod, Sadhana Sargam | Anu Malik

Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Tere khayalo ko
Thoda sa pyar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Tere khayalo ko
Thoda sa pyar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge

Mohabbato ki kahani
Kahani tujhe sunayenge
Tujhe bulayenge khawabo me
Aur jagayenge
Hawa chalegi to aanchal
Anchal ki yaad aayegi
Ghata uthegi to kajal
Kajal ki yaad aayengi
Tere hasin tasabur ko
Pyar kar lenge
Yu yaad hum bhi tujhe
Baar baar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Ha tere khayalo ko
Thoda sa pyar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge

Jo pyar karte hain vo
In ghamo ko sahate hai
Mohabbato me tufan
Aate rahte hai
Tumhare naam ko dhadkan
Dhadkan ke sath rakh lenge
Tumhare chehre ko darpan
Darpan ke sath rakh lenge
Ye duriyo ka
Samundar bhi paar kar lenge
Tamam umar tera intjar kar lenge
Hum apne ghamo ko
Saja kar bahaar kar lenge
Tere khayalo ko
Thoda sa pyar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar bahaar kar lenge
Hum apne gham ko
Saja kar baahar kar lenge

MovieThe Gentleman
SingerVinod Rathod, Sadhana Sargam
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerAnu Malik
LyricistRahat Indori
Star CastChiranjeevi, Juhi Chawla, Heera Rajgopal, Deepak Tijori, Paresh Rawal, Kulbhushan Kharbanda, Laxmikant Berde, Harish

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *