Hum Aaj Hai Yaha Lyrics | Sadda Adda | Ramji Gulati | Shamir Tandon

Hum aaj hai yaha na jane kal ho kaha
Khula aasma na jane hume kaha le chale
Dosto ye yaari hum kabi na bhul payege
Wo pal wo lamhe wo tera muskrana ho oo ho
Chhe din ho ya raat har pal aaye gi teri yaad yaad
Hum chhe jitane dur ho ye duriya laaye gi humko paas
Wo mushkilo ka safar wo pyar ki lahar
Tu hi meri parchhi hai bin tere tanhai hai
Teri yaad lot ke phir se chali aai hai

Dil ki hai tamana rahe hum sang sato janam
Jaan chali jaye aakhri sas tak rahe sang
Ho na kabhi tum mujhse juda chhodna kabhi saath mera
Kuch na rahega rahegi ye dosti
Yahi jindgi yahi to hai khusi

Chhe din ho ya raat har pal aaye gi teri yaad yaad
Hum chhe jitane dur ho ye duriya laaye gi humko paas
Wo mushkilo ka safar wo pyar ki lahar
Tu hi meri parchhi hai bin tere tanhai hai
Teri yaad lot ke phir se chali aai hai

Hum aaj hai yaha na jane kal ho kaha
Khula aasma na jane hume kaha le chale
Dosto ye yaari hum kabi na bhul pa ye ge
Wo pal wo lamhe wo tera muskrana ho oo ho

MovieSadda Adda
SingerRamji Gulati
Music ComposerShamir Tandon
LyricistSandeep Nath

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *