Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics | Sanam Re | Armaan Malik, Palak Muchhal | Amaal Malik

Hua Hai Aaj Pehli Baar Lyrics | Sanam Re | Armaan Malik, Palak Muchhal | Amaal Malik

Hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hu
Tumhe dekha toh jana ye ke kyu duniya me aaya hu
Hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hu
Tumhe dekha toh jana ye ke kyu duniya me aaya hu
Ye jaan lekar ke jaa meri tumhe jine main aaya hu
Main tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu

Zamin se aasman tak hum dhundh aaye jahan sara
Bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara
Zamin se aasman tak hum dhundh aaye jahan sara
Bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara
Baaton me teri hain badmashiya
Sab bewajah ki hain taarifiyaa
Main likh du aasmaan par ye
Ke padh lega jahaan saara
Huaa na hoga ab koi yahan hum do sa dobara
Mai duniya bhar ki tarife tere sajde me laya hu
Mai tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
Rab se laaya hoon
Rab se laaya hoon

Tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana khuda se roz karta hoon
Tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon
Tere milne ka shukrana khuda se roz karta hoon
Humko pata hai yeh nadaniyaan hain
Aawara dil ki hai aawariyan
Yeh dil pagal bana baitha ise ab tu hi samjha de
Dikhe tujhme meri duniya
Meri duniya tu banja re
Hu khushkismat jo kismat se tumhe aise mai paya hu
Main tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu

MovieSanam Re
SingerArmaan Malik, Palak Muchhal
DirectorDivya Khosla Kumar
Music ComposerAmaal Malik
LyricistManoj Yadav
Star CastPulkit Samrat, Yami Gautam, Urvashi Rautela, Rishi Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *