Hotho Pe Hasi Aankho Me Nasha Lyrics | Sawan ki ghata | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | O P Nayyar

Hotho Pe Hasi Aankho Me Nasha Lyrics | Sawan ki ghata | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | O P Nayyar

Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab daali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadugar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab daali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadugar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha

Jab chahe mujhe pagal kar de
Tan me man me shole bhar de
Jab chahe mujhe pagal kar de
Tan me man me shole bhar de
Har ek ada pyari pyari aise to nahi mai dil hari
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha

Tumne jo mujhe pahchan liya do pyar bhare dil mil to gaye
Tumne jo mujhe pahchan liya do pyar bhare dil mil to gaye
Mana ke bahut mushkil se mile fir bhi apni manjil se mile
Mana ke bahut mushkil se mile fir bhi apni manjil se mile
Hai dil ko mere teri hi lagan
Ae ruh-e-chaman ye tera badan
Tasvir hai sang-e-marmar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab daali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha
Pehchan hai mere dilbar ki
Jab daali najar dil moh liya
Kya baat hai is jadughar ki
Hotho pe hasi aankho me nasha

MovieSawan ki ghata
SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle
DirectorShakti Samanta
Music ComposerO P Nayyar
LyricistS H Bihari
Star CastManoj Kumar, Sharmila Tagore, Mumtaz, Pran, Mridula, Jeevan, Sajjan, Madan Puri, Mohan Choti, S N Bannerjee, Helen, Padma Khanna, Sunder, Kundan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *