Honge kaamyaab
Honge kaamyaab
Ham honge kaamyaab ek din
Ho ho mann mai hai vishwaas
Pura hai vishwaas
Ham honge kaamyaab ek din
Hogee shaantee chaaro aur -3 ek din
Ho ho mann mai hai vishwaas
Pura hai vishwaas
Hogee shaantee chaaro aur ek din
Ham chalenge saath saath
Daale haatho mai haath
Ham chalenge saath saath ek din
Ho ho ho mann mai hai vishwaas
Pura hai vishwaas
Ham chalenge saath saath ek din
Nahee darr kisee kaa aaj -3 ke din
Ho ho mann mai hai vishwaas
Pura hai vishwaas
Nahee darr kisee kaa aaj ke din
| Movie | Info NA |