Hona Tha Pyaar Lyrics  | Bol | Humaima Malik, Atif Aslam | Atif Aslam, Hadiqa Kiani | Atif Aslam

Hona Tha Pyaar Lyrics | Bol | Humaima Malik, Atif Aslam | Atif Aslam, Hadiqa Kiani | Atif Aslam

Hona tha pyaar
Hona tha pyaar
Hua mere yaar
Hona tha pyaar
Hua mere yaar

Aaye nazar
Chehre hazaar
Hona tha pyaar
Hua mere yaar
Hona tha pyaar

Tere dil ke shehar mein
Ghar mera ho gaya ho gaya
Sapna dekha jo tumne
Woh mera ho gaya ho gaya

Doobe toh yun
Jaise ho paar
Hona tha pyar
Hua mere yaar
Hona tha pyar

Thaame dilon ki baahein
Hum aate saalo
Mein saalo mein
Paaye jawaab humne
Tere sawaalon
Mein sawaalon mein

Khwaabon ki dor
Tootey naa yaar
Hona tha pyar
Hona tha pyar
Hua mere yaar
Hua mere yaar
Hona tha pyar mere yaar.

MovieBol
SingerAtif Aslam, Hadiqa Kiani
DirectorShoaib Mansoor
Music ComposerAtif Aslam
LyricistImran Raza
Star CastHumaima Malik, Atif Aslam, Mahira Khan, Iman Ali, Shafqat Cheema, Manzar Sehbai, Zaib Rehman, Amr Kashmiri
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *