Wo holi ka din
Ki ho eid ka
Wo holi ka din
Ki ho eid ka
Ye tyohaar saare
Sabhi ke liye
Bahaane hai milne milaane ke ye
Bahaane hai milne milaane ke ye
Khushi inki pyaare
Sabhi ke liye
Sabhi ke liye
Ho pichkaari me pyaar ka rang hai
Pichkaari me pyaar ka rang hai
Pyaar ki koi jaat nahi
Pyaar ki koi jaat nahi
Pyaar ke rang me rang jaao to
Isse badi koi baat nahi
Isse badi koi baat nahi
Humaare liye
Tumhaare liye
Humaare liye
Tumhaare liye
Ye rango ke dhaare
Sabhi ke liye
Wo holi ka din
Ki ho eid ka
Wo holi ka din
Ki ho eid ka
Ye tyohaar saare
Sabhi ke liye
Sabhi ke liye
| Movie | Shadyantra |
| Singer | Suresh Wadkar, Hemlata |
| Director | Rajan Johri |
| Music Composer | Ravindra Jain |
| Lyricist | Ravindra Jain |
| Star Cast | Raj Babbar, Hema Malini, Alok Nath, Pankaj Kapoor |

