Hmm Pehli Bar Ek Ladki Mera Lyrics | Aur Kaun | Kishore Kumar | Bappi Lahiri

Hmm pehli bar, ha pehli bar
Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha

Ha pehli bar – (2)
Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha
Ha pehli bar

(Kisiko naa pata chala kya ho gaya
Aisi mili najren ke dil kho gaya) – (2)
Chupke se woh pehlu me aa -2 boli mujhe aa re aa

Ha pehli bar – (2)
Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha
Ha pehli bar

(Nasha ankho me abb chane laga hai
Maza jine kaa abb aane laga hai) – (2)
Sath hai woh, pas hai woh – (2)
Aaj nahee naa re naa

Ha pehli bar – (2)
Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha
Ha pehli bar

(Sanso me sans jab mil jayegi
Kali sapno kee khil jayegi) – (2)
Kal kaa mujhe yad nahee – (2)
Aaj kee bat wah re wah

(Ha pehli bar -2
Ek ladki mera hath pakad kar boli, ha re ha) – (2)
Ha pehli bar

MovieAur Kaun
SingerKishore Kumar
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAmit Khanna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *