Hissa hain tu meri zindagi ka
Hain vasta tujhko dosti ka
Hissa hain tu meri zindagi ka
Hain vasta tujhko dosti ka
Mujhse kabhi na ab dur jana
Jo bhi kiya wo wada nibhana
Tu meri jaa hain mera jigar hain
Kal hoga kya
Yaha kisko khabar hian
Duniya musafir khana hian yaro
Sabko yaha se jana hain yaro
Duniya musafir khana hian yaro
Sabko yaha se jana hain yaro
Raate dhalengi hoga savera
Hain char din ka ye to basera
Har mod pe kyu marne ka dar hain
Kal hoga kya
Yaha kisko khabar hian
Kal hoga kya
Yaha kisko khabar hian
| Movie | Hasti |
| Singer | Udit Narayan |
| Director | Ashok Gaikwad |
| Music Composer | Anand Milind |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Jackie Shroff, Nagma, Varsha Usgaonkar, Naseruddin Shah, Sadashiv Amrapurkar, Laxmikant Berde, Vikas Anand, Rakesh Bedi, Ghanshyam, Gulshan Grover, Shafi Inamdaar, Aruna Irani, Achyut Potdar, Rajesh Puri |

