Are haathon ki mehndi aankhon masti
Maathe ki bindi hothon ki laali
Teri alhad jawaani dil mein
Armaan jagaati hain
Dekho armaan jagaati hain
Haathon ki mehndi aankhon masti
Maathe ki bindi hothon ki laali
Jab khanke mera kangana
Hosh tere uddati hain
Hosh tere uddati hain
Aa kareeb mere tera deedar karun
Leke baahon mein tujhe
Jee bharke pyaar karoon
Tu mujhe pyaar karein
Main tujhe pyaar karoon
Hosh khone ke liye
Main intezaar karoon
Prem deewani banke
Armaan jagaati hain
Dil mein armaan jagaati hain
Hothon koo chhuloon na na na
Gaalon ko chumoo na na na na
Aye jhulfo se kheloon are na na na
Are baahon mein bhar loon are na re na
Chalo ab so jaaye na na na na na
Khaabo mein kho jaaye are na na na
Chhodo ye betaabi na na na na na
Hey abhi raat baaki are na na na na na
Teri na na mere dil ke
Armaan jagaati hain
Dil ke armaan jagaati hain
Haathon ki mehndi aankhon masti
Maathe ki bindi hothon ki laali
Teri alhad jawaani dil mein
Armaan jagaati hain
Ho dekho armaan jagaati hain
Ye tere hoth ye teri aankhon ki masti
Ye tera ithlaana chhodo na
Teri jhulfo ka leharana aa aa.
| Movie | Aaj Ka Ravan |
| Singer | Vibha Sharma, Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy |
| Director | Imran Khalid |
| Music Composer | Pappu Pawan |
| Lyricist | Kiran Mishra |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Shalini Kapoor, Siddharth Dhawan, Tej Sapru, Mushtaq Khan, Gajendra Chauhan, Anil Nagrath, Mohan Joshi, Shakti Kapoor |

