Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon
Main jaan ye vaar doon
Har jeet bhi haar doon
Keemat ho koi tujhe beinteha pyaar doon
Saari hadein meri
Ab maine tod di
Dekar mujhe pataa awaargi ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda
Kya khoob rab ne kiya
Bin maange itna diya
Warna hai milta kahaan hum kaafiron ko khuda
Hasratein ab meri tumse hai jaa mili
Tum duaa ab meri aakhiri ban gaye
Haan hasi ban gaye
Haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan
Meri zameen ban gaye
| Movie | Hamari Adhuri Kahani |
| Singer | Shreya Ghoshal |
| Director | Mohit Suri |
| Music Composer | Ami Mishra |
| Lyricist | Kunaal Vermaa |
| Star Cast | Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao, Amala, Madhurima Tuli |

