Haryane Ka Sher Lyrics | Life Ki Toh Lag Gayi | Daler Mehndi | Vinay Jaiswal

Tu le jave mundiya kuch kar jave mundiya
Mere kadmo me duniya
Main haryane ka sher nikhla jo marne ride – 2
Ghadiyon mein sun li pad jani hai
Jo maine chada tha ek chapedh

Ho main haryane ka sher nikhla jo marne ride
Ghadiyon mein sun li pad jani hai
Jo maine chada tha ek chapedh
Peeta jo main kuch chadonko ho chot lagi bade badonko
File banadi meri excellent aur bheja gaye main mumbai ko

Koi dheke naza utha ke
Koi dheke jo dheke
Jeena kar doon uska jhand
Main haryane ka sher
Nikhla jo marne ride
Ghadiyon mein sun li pad jani hai
Jo maine chada tha ek chapedh
(Tu le jave mundiya kuch kar jave mundiya
Mere kadmo me duniya)- 2

Haryane ka bhi sher jo dahade
Apni to ijjat bhi yaha daav pe laag rakhi hai
Apni toh sali yaha vaat lag rakhi hai
Naam se kape mere ye sabhi
Chahu mai bas yahi
Jangal hai mera ab yahi
Jo galat hai karuga sahi
Koi lalkare khel dikha ke samne aave. ha ye
Mai banadu uski rail

Main haryane ka sher nikhla jo marne ride – 2
Ghadiyon mein sun li pad jani hai
Jo maine chada tha ek chapedh
Main haryane ka sher nikhla jo marne ride – 2
Ghadiyon mein sun li pad jani hai
Jo maine chada tha ek chapedh
Mai haryane ka sher yeh sher

MovieLife Ki Toh Lag Gayi
SingerDaler Mehndi
Music ComposerVinay Jaiswal
LyricistVinay Jaiswal

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *