Har Kisi Ko Lyrics | Jazbaat | Alisha Chinai | Ram Laxman

Har Kisi Ko Lyrics | Jazbaat | Alisha Chinai | Ram Laxman

Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana
Ha sohrat ki kisi ko talash hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

Har aankh me ek raaz hai
Har dil me aas hai
Mitthi nahi sadiyo se jo
Kaisi ye pyas hai
Har aankh me ek raaz hai
Har dil me aas hai
Mitthi nahi sadiyo se jo
Kaisi ye pyas hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana
Ha sohrat ki kisi ko talash hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

Har ek pal anjaan hai hairan hai sabhi
Agle kadam kis waqt kya karwat le zindagi
Har ek pal anjaan hai hairan hai sabhi
Agle kadam kis waqt kya karwat le zindagi
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai
Koi daulat ka diwana koi pyar ka parwana
Ha sohrat ki kisi ko talash hai
Har kisi ko kisi na kisi ki talash hai

MovieJazbaat
SingerAlisha Chinai
DirectorAnant Balani
Music ComposerRam Laxman
LyricistDev Kohli, Ravinder Rawal, Dalip Tahil, Suman Sarin
Star CastKaran Roy, Suchitra Krishnamurthy, Kiran Kumar, Reema Lagoo, Raj Kiran, Neena, Rohit Roy, Mohnish Bahl, Deepak Shirke, Vikram Gokhale, Anjan Srivastava

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *