Har Ghadi Dekha Karu Lyrics | Ek Dhun Pyar Ki | Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh | Aadesh Shrivastava

Har Ghadi Dekha Karu Lyrics | Ek Dhun Pyar Ki | Anuradha Paudwal, Bhupinder Singh | Aadesh Shrivastava

Har ghadi dekha karu
Wo khwaab pyaara aap hain
Har ghadi dekha karu
Wo khwaab pyaara aap hain
Meri zindagi hain ek lahar
Jiska kinaara aapa hain
Har ghadi dekha karu
Wo khwaab pyaara aap hain
Wo khwaab pyaara aap hain

Aapko kajal bana kar rakh liyaa palko tale
Aapko kajal bana kar rakh liyaa palko tale
Aap bindiyaa ban ke mere maathe pe chamka kare
Aaina hain aap mera
Aap hi shringaar hain
Aap ki baaho me mere
Pyaar ki duniyaa pale
Ye najar karti hain naaz
Jinka najaara aap hain
Jinka najaara aap hain

Aapka har dukh sahenge
Saare gam apnaayenge
Aapka har dukh sahenge
Saare gam apnaayenge
Jo khushi na aapki ho
Wo khushi thukraayenge
Mere sanso ki rawaani aapke hi dam se hain
Aapse hokar juda
Ek pal na ham rah paayenge
Dil mere sine me hain
Dil ka sahara aap hain
Dil mere sine me hain
Dil ka sahara aap hain
Meri zindagi hain ek lahar
Jiska kinaara aapa hain
Har ghadi dekha karu
Wo khwaab pyaara aap hain
Wo khwaab pyaara aap hain
Wo khwaab pyaara aap hain
Wo khwaab pyaara aap hain

MovieEk Dhun Pyar Ki
SingerAnuradha Paudwal, Bhupinder Singh
Music ComposerAadesh Shrivastava
LyricistShyam Raj
Star CastArman Kohli, Ayesha Jhulka

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *