Har ek faisala har imtehan chhod diya
Har ek faisala har imtehan chhod diya
Naa chahte hue bhi ye jahan chhod diya
Har ek faisala har imtehan chhod diya
Har ek faisala
Jab isme sans bhi lena muhal hone laga
Jab isme sans bhi lena muhal hone laga
To hamne jism ka aakhir makan chhod diya
To hamne jism ka aakhir makan chhod diya
Naa chahte hue bhi ye jahan chhod diya
Har ek faisala har imtehan chhod diya
Jamin ko gher liya gum ne to kaha jate
Jamin ko gher liya gum ne to kaha jate
Khuda ka shukrr hai jo aasman chhod diya
Khuda ka shukrr hai jo aasman chhod diya
Naa chahte hue bhi ye jahan chhod diya
Har ek faisala har imtehan chhod diya
Bani jo bhul bhulaiya hamari rahgujar
Bani jo bhul bhulaiya hamari rahgujar
Safar hayat ka phir darmaya chhod diya
Safar hayat ka phir darmaya chhod diya
Naa chahte hue bhi ye jahan chhod diya
Har ek faisala har imtehan chhod diya
| Movie | Kahaani Gudiya Ki |
| Singer | Jagjit Singh |
| Director | Prabhakar Shukla |
| Music Composer | Vivek Prakash |
| Lyricist | Madan Pal |
| Star Cast | Divya Dutta, Arif Zakaria, Rajpal Yadav, Seema Biswas, Akhilendra Mishra, Hema Singh |

