Hamsafar Saath Apna Chhod Chale Lyrics  | Aakhri Dao | Nutan, Shekhar | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Madan Mohan Kohli

Hamsafar Saath Apna Chhod Chale Lyrics | Aakhri Dao | Nutan, Shekhar | Asha Bhosle, Mohammed Rafi | Madan Mohan Kohli

Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath apna chhod chale
Rishte naate wo saare tod chale
Hamsafar saath
Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath

Raasta saaf tha to chalate rahe
Saath hansate rahe machalate rahe
Mod aaya to muh ko mod chale
Hamsafar saath

Sapne tute pade hai raaho me
Sapne tute pade hai raaho me
Dard ki dhul hai nigaaho me
Dil pe qadamo ke naqsh chhod chale
Hamsafar saath apna chhod chale
Hamsafar saath

Jab unhe ham se pyaar hi na raha
Roye kya intzaar bhi na raha
Ham bhi daaman ko ab nichod chale
Hamsafar saath apna chhod chale
Rishte naate wo saare tod chale
Hamsafar saath.

MovieAakhri Dao
SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi
DirectorMahesh Kaul
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastNutan, Shekhar, Jeevan
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *