(Hamne tumko chun liya – 2
Nazar nazar ki baat hai) – (2)
Teer dil pe kha liya – 2
Jigar jigar ki baat hai
Hamne tumko chun liya
(Duhaye ki hai dost ne
Duhaye ki hai gair ne) – (2)
Humne tumko pa liya – 2
Asar asar ki baat hai
Hamne tumko chun liya – 2
Nazar nazar ki baat hai
Hamne tumko chun liya
| Movie | Aaja Sanam |
| Singer | Anuradha Paudwal |
| Music Composer | Arun Paudwal |
| Lyricist | Hasrat Jaipuri, Rani Malik |