Hamko Toh Ishk Aap Kaa Lyrics | Pitaah | Kavita Krishnamurthy | Anand Raj Anand

Hamko toh ishk aap kaa
Hamko toh ishk aap kaa aise sata raha hai – (3)
Ruk ruk ke tir
Ruk ruk ke tir jaise sine me jaa raha hai – (2)
Hamko toh ishk aap kaa aise sata raha hai

Aise kasse hai tane duniya ne ham pe yaar – (3)
Shabnam pe jaise
Shabnam pe jaise koyee shole gira raha hai – (2)
Hamko toh ishk aap kaa aise sata raha hai

Kis haal me jiyenge, kis hal me marenge – (3)
Teraa ishk yaara
Teraa ishk yaara sab kuchh bata raha hai – (2)
Hamko toh ishk aap kaa aise sata raha hai

Lagta hai aaj hamko le dubenge do ishaare – (3)
Ek hai teree
Ek hai teree najar me ek mausam bata raha hai – (2)
Hamko toh ishk aap kaa aise sata raha hai
Ruk ruk ke tir jaise sine me jaa raha hai

MoviePitaah
SingerKavita Krishnamurthy
Music ComposerAnand Raj Anand
LyricistPraveen Bhardwaj

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *