Hamko Malom Hain Ishk Masum Hain Lyrics | Jaan-e-mann | Sadhana Sargam, Sonu Nigam | Anu Malik

Hamko Malom Hain Ishk Masum Hain Lyrics | Jaan-e-mann | Sadhana Sargam, Sonu Nigam | Anu Malik

Mohabbato me jine wale khushnasib hai
Mohabbato me marne wale bhi ajib hai
Ajim hai hamari dastan janeman
Faslo pe rehte hai lekin karib hai
Hamko malum hai ishk masum hai
Dil se ho jati hai galtiya
Sabr se ishk mehrum hai
Hamko malum hai ishk masum hai
Dil se ho jati hai galtiya
Sabr se ishk mehrum hai
Hamko malum hai ishk masum hai
Dil se ho jati hai galtiya
Sabr se ishk mehrum hai

Huwa jo jamane ka dastur hai
Mom mani nahi dad naraj tha
Meri barbadiyo ka wo aagaj tha
Ishk ka ek hi ek andaj tha
Woh na raji huye
Ham bhi baghi huye
Bekarar ham farar ho gaye
Hamko malum hai ishk masum hai
Dil se ho jati hai galtiya
Sabr se ishk mehrum hai

Main pareshan hu ek majburi par
Hoga gam jankar
Sath hu main magar
Mujhko rehna padega jara duri par
Sirf do hi mahine hai
Seh lo agar
Mera future hai teri kasam
Mera future hai isme piya
Hamko malum hai ishk masum hai
Dil se ho jati hai galtiya
Sabr se ishk mehrum hai

Wakt se hara
Lauta jo main
Lautkar apne ghar
Ja chuki thi piya
Phone karta raha
Phone bhi na liya
Maine khat bhi likhe
Saal bhar khat likhe
Meri aawaj pahuchi nahi
Kho gayi meri piya kahi
Mujhko ummid thi
Ek din to kabhi woh bhi aawaj degi mujhe
Hamko malum hai ishk masum hai
Dil se ho jati hai galtiya
Sabr se ishk mehrum hai

MovieJaan-e-mann
SingerSadhana Sargam, Sonu Nigam
DirectorShirish Kunder
Music ComposerAnu Malik
LyricistGulzar
Star CastAkshay Kumar, Salman Khan, Preity Zinta, Anupam Kher, Aman Verma, Javed Sheikh, Soni Razdan, Rajesh Balwani, Nawab

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *