Hameshaa Lyrics | Jaanay Do (Album) | Ali Haider

Hameshaa Lyrics | Jaanay Do (Album) | Ali Haider

Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Haan main tumhara
Hamesha
Yahi tum kaho
Haan main tumhara
Hamesha
Yahi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho

Main ye jaanu na is pyaar mein
Der kitni sahi
Mil sake jo na
Kaisa raasta
Kitna bhi mushkil sahi
Mile kinare se nadiya
Wo chehra buno
Haan main tumhara
Hamesha
Yahi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho

Jitna dard hai
Utna chain bhi
Jalne mein kitna maja
Ek aas mein kitni pyaas hai
Kahan chhupi hai wafa
Kuch na sunake
Kaha jo
Wo dhun phir kaho
Haan main tumhara
Hamesha
Yahi tum kaho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho
Tum dil ki baaton mein
Aise na uljhi raho

MovieJaanay Do (Album)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *