Hame tumse hua hai pyar ham kya kare
Hame tumse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
Aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
Ham iss ada pe kyun naa mare
Tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
Tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
Aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
Ham iss ada pe kyun naa mare
Hame tumse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
Bas ham tumhe dekha kare
Baithi raho aaghosh men
Aisi bhi kya diwangi
Bilkul nahee ho tum hosh men
Janeman janejana chhod iye bhi satana
Ham iss jalan men kab tak jale
Tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
Hame tumse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
Kahne lagi bechainiya
Abb dooriyaan hai mushkil badi
Panchhi piya pardesiya
Kaise jiye ham abb yeh ghadi
Aap se aarju hai aap se jindgi hai
Aap ke bina ham kaise rahe
Hame tumse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
Hame tumse hua hai pyar ham kya kare
Aap hee bataye ham kya kare
| Movie | Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo |
| Singer | Udit Narayan, Alka Yagnik |
| Director | Anil Sharma |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Amitabh Bachchan, Bobby Deol, Akshay Kumar, Nagma, Kapil Sharma, Divya Khosla, Sandali Sinha, Danny Denzongpa, Ashutosh Rana, Govind Namdeo, Aarti Chhabria, Vishwajeet Pradhan, Amrish Puri, Vivek Shauq, Surendra Pal, Arif Zakaria, Rajesh Vivek |

