Ham Pyar Ke Deewane Lyrics  | Haqeeqat | Ajay Devgn, Tabu | Alka Yagnik, Udit Narayan | Dilip Sen, Sameer Sen

Ham Pyar Ke Deewane Lyrics | Haqeeqat | Ajay Devgn, Tabu | Alka Yagnik, Udit Narayan | Dilip Sen, Sameer Sen

Ik ladki hai haay ik ladka hai haay
Ik ladki hai haay ik ladka hai haay
Chup chup ke milte hain
Kya baatein karte hain
Saara shehar ye jaane
Ham prem deewane
Hamein dar nahi duniya ka
Ham pyaar ke deewaane
Bas dil ki baat maane
Ik ladki hai haay ik ladka hai haay
Chup chup ke milte hain
Kya baatein karte hain
Saara shehar ye jaane
Ham prem deewane
Hamein dar nahi duniya ka
Ham pyaar ke deewaane
Bas dil ki baat maane
Ik ladki hai haay ik ladka hai haay

Ye din hain apne deewanepan ke
Baahon mein aaja aaja zara
Ho milte milte sadiyaan beeti
Dil ab tak nahi bhara
Dil dole hai kya bole hai
Donon mein chakkar hai
Charcha ye ghar ghar hai
Kaise ham ye bataaye
Hamein dar hai ki haay
Badnaam na hon dono
Ham pyaar ke deewaane
Bas dil ki baat maane
Ik ladki hai haay ik ladka hai haay

Meri jawani teri deewani
Tere liye hai sab kuch mera
O meri jaanam ho phir se keh do
Mera sab kuch hai ab tera
Tadpaaye dil ghabraaye dil
Ab kaisa ghabraana main tera deewana
Maine pyaar kiya tujhe dil ye diya
Ikraar kiya khulke
Ham pyaar ke deewaane
Bas dil ki baat maane
Ik ladki hai haay ik ladka hai haay
Chup chup ke milte hain
Kya baatein karte hain
Saara shehar ye jaane
Ham prem deewane
Hamein dar nahi duniya ka
Ham pyaar ke deewaane
Bas dil ki baat maane
Ham pyaar ke deewaane
Bas dil ki baat maane.

MovieHaqeeqat
SingerAlka Yagnik, Udit Narayan
DirectorKuku Kohli
Music ComposerDilip Sen, Sameer Sen
LyricistFaaiz Anwar
Star CastAjay Devgn, Tabu, Aruna Irani, Mohan Joshi, Ishrat Ali, Johny Lever
LabelT-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *