Ham Apni Taraf Se Tumhe Chahte Hai Lyrics | Ansh | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem-Shravan

Ham apni taraf se tumhe chahte hai
Magar aapka koi bharosa nahi hai
Ham apni taraf se tumhe chahte hai – 2
Magar aapka koi bharosa nahi hai
Nigaho me apni mohabbat bhari hai – 2
Magar aapka koi bharosa nahi hai

Mohabbat to hoti hai dono taraf se
Magar aisa lagata hai hami tumko chahe
Ye chahat to hoti hai dono taraf se
Bataye tumhe to ye kaise bataye
Dil o ja se tumako ham chahte hai – 2
Magar aapka koi bharosa nahi hai
Nigaho me apni mohabbat bhari hai
Magar zindagi ka bharosa nahi hai

Lagaye koi kaise yado pe pahera
Tumhe bhul ke bhi na ham bhul paye
Yahi keh rahi hai sanam bekhayali
Ke ham kash tumako gale se lagaye
Duao me ham to tumhe magate hai – 2
Magar aapka ka bharosa nahi hai
Nigaho me apni mohabbat bhari hai
Magar zindagi ka bharosa nahi hai
Ham apni taraf se tumhe chahte hai – 2
Magar aap hi ka bharosa nahi hai

MovieAnsh
SingerAlka Yagnik, Kumar Sanu
Music ComposerNadeem-Shravan
LyricistSameer

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *