Halki Si Barsaat Lyrics | Saaj Bhatt

Halki Si Barsaat Lyrics | Saaj Bhatt

Tumne humse waada kiya tha
Aayega joh sawan toh aaoge
Tumne humse waada kiya tha
Aayega joh sawan toh aaoge

Aaja mere maahi
Teri yaad aayi hain

Halki halki si barsaat aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi
Oh maahi teri yaad behisab aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi

Padh le aake meri ankhein
Tera intezaar hain
Tere jhoote waade pe bhi
Mujhe aitbaar hain

Padh le aake meri ankhein
Tera intezaar hain
Tere jhoote waade pe bhi
Mujhe aitbaar hain

Aaja meri maahi
Teri yaad aayi

Halki halki si barsaat aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi
Oh maahi teri yaad behisab aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi

Bheega bheega aalam saara
Sookhe se hai khwab mere
Tujhe bhulaye ankhein meri
Aaja oh humraz mere

Bheega bheega aalam saara
Sookhe se hai khwab mere
Tujhe bhulaye ankhein meri
Aaja oh humraz mere

Aaja mere maahi teri yaad aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi
Oh maahi teri yaad behisab aa gayi
Halki halki si barsaat aa gayi

Oh maahiya jaa ve
Oh maahiya jaa ve.

SingerSaaj Bhatt
Music ComposerSanjeev-Ajay
LyricistSanjeev Chaturvedi
Star CastMunawar Faroqui, Nazila
LabelDesi Music Factory

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *