Halki Halki Sard Hawa Lyrics  | Bombay Ka Chor | Brahm Bhardwaj, Kishore Kumar | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Halki Halki Sard Hawa Lyrics | Bombay Ka Chor | Brahm Bhardwaj, Kishore Kumar | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Halki halki sard hawa dil
Matwaala jhum raha
Mausam bhi hai saathi bhi
Hai o deewane saaj utha

Halki halki sard hawa dil
Matwaala jhum raha
Mausam bhi hai saathi bhi
Hai o deewaane saaj utha
Halki halki sard hawa dil
Matwaala jhum raha

Raks ke baadal chha jaaye
Nagamon ki barsaate ho
Ishq bhare afsaane ho
Husn bhari kuchh baatein ho

Raks ke baadal chha jaaye
Nagamon ki barsaate ho
Ishq bhare afsaane ho
Husn bhari kuchh baatein ho

Kehata ja sharmaata ja
Apani dhun mein gaata ja
Mausam bhi hai saathi bhi
Hai o deewaane saaj utha

Halki halki sard hawa dil
Matwaala jhum raha
Mausam bhi hai saathi bhi
Hai o deewaane saaj utha
Halki halki sard hawa dil
Matwaala jhum raha

Aaj bahaare teri hain
Phul hai teri raahon mein
Raat pe tera kaabu hai
Chaand hai teri baahon mein

Aaj bahaare teri hain
Phul hai teri raahon mein
Raat pe tera kaabu hai
Chaand hai teri baahon mein

Rang udaaya dhoom macha
Bhaag jamaana hai tera
Mausam bhi hai saathi
Bhi hai o deewaane saaj utha
Halki halki sard hawa dil
Matwaala jhum raha.

MovieBombay Ka Chor
SingerAsha Bhosle
DirectorS.D. Narang
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistRajendra Krishan
Star CastBrahm Bhardwaj, Kishore Kumar, Jagdish Raj
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *