Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Khud ko samjh ke tanha
Himmat na harna
Tu apni zindagi ko
Phir se swarna
Jiwan ki muskilo se
Darna na kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Tufan mein hai kasti
Mat bar thamna
Karna padega tujhko
Bhukamp ka samna
Ab tu kisi ke age
Jhukna na kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Tu juth se ladega dil
Mein ye than le
Hoti hai jeet sach
Ki itna tu jan le
Ab chal pada tu piche
Hatna na kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Hai usiki duniya
Hare na jo kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi
Lamba safar hai muskil
Dagar hai rukna na kabhi.
| Movie | Bhookamp |
| Singer | Abhijeet Bhattacharya |
| Director | Gautam Adhikari |
| Music Composer | Jatin Pandit, Lalit Pandit |
| Lyricist | Dev Kohli |
| Star Cast | Jeetendra, Rahul Roy, Mamta Kulkarni, Deepa Sahi |
| Label | Royal Music |

