Hai naa bolo bolo – (3)
Papa ko mammi se mammi ko papa se pyar hai, pyar hai
(Papa mammi milte hain, chupake chupake hansate hain – 2
Janey kya kya kehte hain, bate karte rahate hain) – (2)
Hai naa bolo bolo – (2)
Papa ko mammi se mammi ko papa se pyar hai, pyar hai
(Mummi teri achchhi hai, kitani bholi bhali hai
Papa bhi toh achchhe hain, kitne pyare pyare hain) – (2)
Hai naa bolo bolo, hai naa bolo bolo
Munni bolo bolo, deepu bolo bolo
Papa ko mammi se mammi ko papa se pyar hai, pyar hai
Hai naa bolo bolo – (2)
Papa ko deepu se, mammi ko munni se, pyar hai, pyar hai
| Movie | Andaz - 1971 |
| Singer | Mohammad Rafi, Poornima, Pratibha, Suman Kalyanpur |