Hai Kismat Ka Khel Lyrics  | Sultana Daku | Jairaj, Sheela Ramani | Lata Mangeshkar | Babul Bose, Bipin Dutt

Hai Kismat Ka Khel Lyrics | Sultana Daku | Jairaj, Sheela Ramani | Lata Mangeshkar | Babul Bose, Bipin Dutt

Hai kismat ka khel dilo ka mel
Are dil deewane
Ye hai kaisi reet jo apne meet
Bane hai begane
Hai kismat ka khel

Gham ki nay per aate jate
Dubh chali naav
Sare bichade nagme ujhade
Sare bichade nagme ujhade
Tut gaya hai saaz
Ho gaya bawal
Hamara haal jamana kya jane
Ye hai kaisi reet jo apne meet
Bane hai begane
Hai kismat ka khel

Iss duniya mein pyar bare dil
Iss duniya mein pyar bare dil
Hote hai barbad
Kitne dil ke rote arman
Kitne dil ke rote arman
Karte hai fariyad
Aashu ke janjal
Rahe na yaad wafa ke afsane
Ye hai kaisi reet jo apne meet
Bane hai begane
Hai kismat ka khel.

MovieSultana Daku
SingerLata Mangeshkar
DirectorMohan Sinha
Music ComposerBabul Bose, Bipin Dutt
LyricistTanvir Naqvi
Star CastJairaj, Sheela Ramani, B M Vyas, Roopmala
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *