Hai Gam Humdam Lyrics | Kamasutra (Alisha Chinai) | Alisha Chinai

Hai Gam Humdam Lyrics | Kamasutra (Alisha Chinai) | Alisha Chinai

Bahaare kya kahengi kya jaane
Nazaare na banege mere
Sitaare kya kahenge na jaane
Sahare na banege mere
Hai gam hamdam

Jaha me hu akeli kisko kya
Gamo ki main saheli dekho
Nahi hun main paheli
Par duniya meri dil se kheli dekho
Hain gam hamdam

Jite baazi ham sada pyaar ki
Aisa ham to na kahenge
Dhadakan bole bevafa yaar ke
Dil me fir bhi ham rahenge
Koi bhi jo kahe
Wo kahen do
Kisi ki na sunu main baate
Mujhe to na kisi se kuchh lena
Badi hain berahem ye raate
Hain gam hamdam

Bahaare kya kahengi kya jaane
Nazaare na banege mere
Sitaare kya kahenge na jaane
Sahare na banege mere
Hai gam hamdam

Jaha me hu akeli kisko kya
Gamo ki main saheli dekho
Nahi hun main paheli
Par duniya meri dil se kheli dekho
Hain gam hamdam

Suniy galiyaan ab bhi yaar ki
Tanha ab to wo rahenge
Baate bhule ab kahi pyaar ki
Hamse ab kya wo kahenge
Koi bhi jo kahe
Wo kahen do
Kisi ki na sunu main baate
Mujhe to na kisi se kuchh lena
Badi hain berahem ye raate
Hain gam hamdam

MovieKamasutra (Alisha Chinai)
SingerAlisha Chinai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *