Haathon Me Haath Lyrics | Dastaan (Ali Haider) | Ali Haider

Haathon Me Haath Lyrics | Dastaan (Ali Haider) | Ali Haider

Haath mein haath liye
Chale yunhi karvan
Apni zameen hai
Apna hai aasmaa

Aayenge hum
Aayegi khushi
Manzil chahe
Mushkil sahi
Aage badho
Haath mein haath liye
Chale yunhi karvan
Apni zameen hai
Apna hai aasmaa

Aangan aangan
Khushiyan manaye
Apni zamee ko milke sajaye
Yahi hai dua
Haath mein haath liye
Chale yunhi karvan
Apni zameen hai
Apna hai aasmaa

Wada karo saath chale
Irada karo saath jeeye
Yu hi sada
Haath mein haath liye
Chale yunhi karvan
Apni zameen hai
Apna hai aasmaa

Veeran raahe roshan banaye
Bhatke huo ko rasta dikhaye
Jeene ka
Haath mein haath liye
Chale yunhi karvan
Apni zameen hai
Apna hai aasmaa

Haath mein haath liye
Haath mein haath liye
Haath mein haath liye

MovieDastaan (Ali Haider)
SingerAli Haider

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *